Ads Top

3G phone me Jio 4G sim chalaye (100% working)

Jio ki sim 3G, mobile me kaise chalye (2nd method)

Hlo friends

Ek bar fir mai apke liye Jio ki ye trick lekar aya hu
Jisme apko Jan payenge ki ap apne 
3G phone me Jio ki 4G sim kaise chala Skte h 
So is trick ko dhyan se pdyega 
Or isme diye huge tips ko properly follow kijiye


Method 2 – For Qualcomm Chipset Proccesor ( Tested In Redmi 1s)
Step 1. Sabse pahle Shortcut Master (Lite) app apne phone me install kare.
Step 2. Ab Menu button me click kare.
Step 3. Ab menu section me aapko “service menu” ya “Engeenring mode” dikhai padega usme click kare.
Step 4. Ab aap system app me jakar deep search kare.
Step 5. Deep search kar network ko LTE me select kar de.
Step 6. Ab phone ko reboot kar de


Itna karne ke baad phone automatic jio 4G LTE network detect kar lega aur aap 4G acess kar sakege, Ummid hai dosto apko hamara ye post pasand aaya hoga , agr apko Jio 4g se related kuch sawal puchna hai to wo aap hame coment kar puch sakte hai aur han post pasand aaye to ise social media aur apne dosto ke saath jarur share kare
Jio sim related kisi bhi question k liye comment kre
Thanku and visit again 

No comments:

Powered by Blogger.